Posts
Showing posts with the label zohaib ashrafi
- Get link
- X
- Other Apps
सुकून पाया है बेकसी ने Roman Urdu • हिंदी • اردو Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu Roman Script Sukoon paya hai bekasi ne, hudood-e-gham se nikal gaya hun Khayal-e-hazrat jab aa gaya hai, to girte girte sambhal gaya hun Kabhi main subh-e-azal gaya hun, kabhi main sham-e-abad gaya hun Talaash-e-jaana mein kitni manzil, khuda hi jaane nikal gaya hun Mere janaze pe rone waalon! fareb mein ho bagaur dekho Mara nahin hun gham-e-nabi mein, libaas-e-hasti badal gaya hun Haram ki tapti hui zameen par, jigar bichhane ki aarzu mein Bahar-e-khuld-e-baree mili to, bacha ke daaman nikal gaya hun Ba-faiz-e-hassan ibn-e-saabit, barang-e-naat-e-rasool-e-akram Qabr mein saher-o-sukhan ki leh mein, adab ke moti ugal gaya hun ↑ Back to top ...
- Get link
- X
- Other Apps
khwaja-e-khwajgaan! haami-e-be-kasaan - English badi door se aaye hein muinuddin! saiyyada ka sadqa do khwaja piya khwaja piya khwaja piya khwaja-e-khwajgaan! haami-e-be-kasaan iltija sun lo shah-e-umam ke liye kardo kardo karam murshid-e-mohtaram! tum ko bheja gaya hai karam ke liye khwaja-e-khwajgaan! haami-e-be-kasaan iltija sun lo shah-e-umam ke liye noor-e-shah-e-najaf mere khwaja piya! teri chokhat pe waliyon ne pehra diya khalik-e-do jahaan se ye rutba mila tere darbaar faiz-o-karam ke liye khwaja-e-khwajgaan! haami-e-be-kasaan iltija sun lo shah-e-umam ke liye shah-e-ajmer! mera maseeha hai tu dardmandon ke dukh ka madawa hai tu teri nisbat ka daman rahe hath mein bas dawa hai ye yahi ranj-o-gham ke liye khwaja-e-khwajgaan! haami-e-be-kasaan iltija sun lo shah-e-umam ke liye thamna haath aye saiyyad-e-maherbaan! hai tera kaam khwaja! khata-poshiyaan laaj rakhna fana ki mueen-e-jahaan hashr mein taajdar-e-haram ke liye kh...
- Get link
- X
- Other Apps
tu bada ghareeb nawaz hai - English khwaja piya more, khwaja piya more niyaaz-o-naaz kaisa haseen sangam hai jidhar ghareeb khade hein udhar ghareeb nawaz teri zaat par tere naam par, khwaja ham ghareebon ko naaz hai tu bada ghareeb nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai tujhe tere peer ka waasta, mujhe khwaja aisa nawaz de de de sadqa apni nigaah ka, ek nazar ghulaam pe daal de tera kaam khwaja nawazna, tu sada se banda nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai meri baat khali na jaane de, meri baat ko khwaja aaj rakh tere dar pe yunhi pada rahun, meri baat ki khwaja laaj rakh tera kaam khwaja nawazna, tu sada se banda nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai sakhi aur bhi hein jahaan mein, tere jaisa koi sakhi nahin jise tu karam se nawaz de, use do jahaan mein kami nahin bharo jholi khwaja haneef ki, tera dast-e-jood-e-daraaz hai tu bada ghareeb nawaz hai tu bada ghareeb nawaz hai तू ...
- Get link
- X
- Other Apps
nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra - English ya sayyada! ya taiyyaba! ya tahira! ya aabida! ya sayyada! ya taiyyaba! ya tahira! ya aabida! nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra khuda ki khaas inaayat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra nabi ki aal hamara azeem wirsa hai ye la-zawaal wirasat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra zamana kehta hai jinko hasan-husain ki maa rasool-e-paak ki itrat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra tumhare naam jo utri hai aayat-e-tatheer ye be-misaal qaramat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra nabi ke jism ka tukda hai zauj-e-haidar ali ke paas amaanat hai fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra tumhare baalon dekha na chand suraj ne haya ki chadar-e-izzat hai fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra raza-o-sabr ki malika, nabi ki shehzadi ibadaton ki haqe...
- Get link
- X
- Other Apps
main dar-e-mustafa ka mangta hun - English chalo achchha hua kaam aa gayi diwaanagi apni wagarna ham zamaane bhar ko samjaane kahaan jaate na jalti sham'a mehfil mein to parwaane kahaan jaate tumhara dar na milta to ye diwaane kahaan jaate main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se jo gada hai dar-e-muhammad ka kuchh nahin maangta zamaane se jab koi baat na bane teri ya nabi ya nabi pukaara kar wo nawaazein to baat banti hai aise banti nahin banaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se ham to sadqa nabi ka khaate hein unki chokhat pe sar jukaate hein har jagaah sar buland rehta hai unki chokhat pe sar jukaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se aal-e-at'haar jisko kehte hein wo gharaana nabi ki aal ka hai wo mere mustafa ko pyara hai jisko nisbat hai is gharaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se main gunaah-gaar ...
- Get link
- X
- Other Apps
har udaasi ka hal madina hai - English Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi wo madina jo konain ka taaj hai jiska deedaar momeen ki me'raaj hai zindagi mein aye khuda! har musalmaan ko wo madina dikha de to kya baat hai ne'mat-e-be-badal madina hai har udaasi ka hal madina hai zabt-e-jazbaat laazmi hai yahaan aye mere dil sambhal madina hai unki aamad ka faiz hai makka unki hijrat ka fal madina hai ahl-e-makka ne jo kiya so kiya unka radd-e-amal madina hai arziyaan daal par nigaahon se apni aadat badal madina hai gard-e-raah jaadne ki sochta hai isko chehre pe mal madina hai dost ye ahetimaam-e-asqs-kashi khud se bahir nikal madina hai gir na jaae zameen par aye chashm apne aansu nigal madina hai yasrib-e-haal se na ho ghamgeen mazhari tera kal madina hai हर उदासी का हल मदीना है वो मदीना जो कौनेन का ताज है जिसका दीदार मोमिन की मेराज है ज़िन्दगी में ऐ ख़ुदा! हर मुसलमान को वो मदीना दिखा दे तो क्या बात है ने'मत-ए-बे-बद...
- Get link
- X
- Other Apps
pahunchu dare sarkar pe chaha to yahi hai - English Naat-Khwaans: Zohaib Ashrafi Owais Raza Qadri hai mere khayalon mein wo ahesaas ki surat main bhool jaaun unko ye mumkin hi nahin hai dil sun ke unka naam dhadakta hai adab se halanki unhein aankh se dekha bhi nahin hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai ye unki riza hai mujhe bhejein mujhe rokein wapas main nahin aaunga, socha to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai hai gumbad-e-khazra ke siwa aur bhi jalwe aankhon ke liye khaas nazaara to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai izhaar-e-gham-e-hijr ki kya shaql nikaalun rone ki bhi taaqat nahin, rona to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai yaad unki rahe dil mein jamaal unka nazar mein naam unka labon ...
- Get link
- X
- Other Apps
mere aangan mein aao peeraan-e-peer qadira sarwara rahnuma dastageer ghaus-e-aazam imaam-e-mubeen be-nazeer chun muhammad darmiyaan-e-ambiya ghaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri bigdi banaao peeraan-e-peer aap hasani husaini sarkar hein rang sab pe chadaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer aap mahboob-e-rab ke mahboob ho sabki bigdi banaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri aankhein tarasti hein deedaar ko aaj jalwa dikhaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer iltija hai ke aaein baghdaad mein sab ki hasrat mitaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri kashti bhanwar ke saagar mein hai paar isko lagaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hamein mushkil-kusha ka sadqa mile hamein maa saiyyada ka sadqa mile mushkilon se bachaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hai karaamat gae kitne logon ke ghar me...
- Get link
- X
- Other Apps
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
- Get link
- X
- Other Apps
wo shahar-e-mohabbat, jahaan mustafa hein wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hein wahin ghar banaane ko jee chaahta hai wo sone se kankar, wo chaandi si matti nazar mei.n basaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai jo puchha nabi ne, ke kuchh ghar pe chhoda to siddiq-e-akbar ke hotho.n pe aaya wahaa.n maal-o-daulat ki kya hai haqiqat jahaa.n jaa.n lutaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai jihaad-e-mohabbat ki aawaz gunji kaha hanzala ne ye dulhan se apni ijaazat agar do to jaam-e-shahaadat labo.n se lagaane ko jee chaahta hai wo shahar-e-mohabbat, jahaa.n mustafa hei.n wahi.n ghar banaane ko jee chaahta hai sitaaro.n se ye chaand kehta hai har dam tumhei.n kya bataau.n wo tukdo.n ka aalam ishaare mei.n aaqa ke itn...
- Get link
- X
- Other Apps
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...
- Get link
- X
- Other Apps
jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se khub deta hai KHuda aapke darwaaze se tum karodo.n nahi.n bas ek dikha-do mujhko jisko kuchh bhi na mila aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se aao aao ke yahi.n hogi, shafaa'at waajib roz aati hai sada aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se kuchh nahi.n teri talab unke karam ke aage itna hota hai 'ata aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se meri is baat ki taaeed karenge aadam maaf hoti hai khata aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se aaj tak jo dar-e-sarkaar pe aaya shabbir koi khaali na gaya aapke darwaaze se jisko jo kuchh bhi mila aapke darwaaze se जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से खूब देता है ख़ुदा आपके दरवाज़े से तुम करोड़ों नहीं बस एक दिखा दो मुझको जिसको कुछ भी न मिला आपके दरवाज़े से जिसको जो कुछ भी मिला आपके दरवाज़े से आओ आओ के यहीं होगी शफा'अत वाजिब रोज़ आती ह...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...







.png)

